Skip to main content

Posts

Infinte Yield is best game for kids lets click here for visit
Recent posts

Jodo Ka Dard Kaise Dur Kare ?

Dosto aaj hum aap se jodo ke dard ke bare me baat karenge. Is bimari ka ilaz kya hai aur kaise kare taki hamare ghar me bade buzurgo ko is dard se chhutkara mile aur hume unse ashirwad mile. har ghar me bade buzurg apni shararik kamjori ko leke kafi pareshan rehte hai humesha koi na koi dawa ka sewan karte rehte hai. Jodo ke dard ko Gathiya aur english me Arthritis Symptoms  bhi kehte hai is bimari ka jada asar thand mausam me padta hai. Jodo Ka Dard se thandhi ke samay me har buzurg is bimari se pareshan rehte hai. Is bimari ka dard sharir ke andar jaha jaha joint rehta hai wahi dard hota hai jaise Kandha, Hath, Kamar, Ghutna aur hath pair ki ungliyo me bhi dard hota hai. In sare dard ka ilaz kya hai aur kaise dur kare in dard ke Upaye ko aage padhte hain.    Jodo Ka Dard Is Ilaz ko Gharelu Nuske Se Kaise Dur Kare Ek mahine tak 15 se 20 akhrot ko rat me bhiga kar sube khali pait khane se ghutne ke dard me aram milta hai. Lagatar do mahine karne se Jodo Ka Dard  jad se khatam ho

GST Kya Hai ? GST Par 3 Important Point

GST Kya Hai  aur iske anese Bharat me kya asar hua hai. GST ka pura nam Goods and Service Tax hai. Bharat me GST lagu honese pehle puri duniya me 160 desh ne GST lagu kiya hai. GST lagu karne wala sabse pehla desh France hai. GST lagu karne me Bharat desh ki har ek politician party ne sahmat diya hai. GST ke lagu karne se alag alag tarah ke tax nahi lagenge sirf ek hi tax hoga Goods and Service Tax jo pure bharat me laga hai. GST ke na lagne se pehle har state ke alag alag tax hote the jiski wajah se alag alag tax bharne hote the jaise Utter Pradesh se saman Maharashtra me mangana hoto pehle UP, MP feer Maharashtra tax dena hota tha aur har tax ka amount alag alag hota tha. Iski wajah se vyapari bhi pareshan hote the. GST ke Bharat me lagu karne se vyapario ko alag alagh jagha tax nahi bharna hota hai. GST ko lagu karne me state Government aur Centrale Governmet dono ki manjuri hai GST ke 10 zaruri piont joki hume janna bahot hi zaruri hai. GST ke Important point GST ke Lagu ke b